Ek tha Bhagwan..... Ek tha Shaitan.....
Dono me jab jhagda hua to bahut hua
Nuksaan.
Dono ne milkar samasya ka nikala ek
samadhan.
Ek khilona banaya aur uska naam
rakha INSAAN.
Shaitan ne apni taaqatein di..... Krodh,
Ghamand
aur Jalan.
Bhagwan ne apne ansh diye..... Pyaar,
Daya aur
Sammaan,
Bhagwan se muskurakar bola fir
shaitan.
Na tera Nuksaan..... Na mera
Nuksaan.
Tu Jeetey ya Mein Jeetu,
HAAREGA INSAAN.
Aur isiliye kehte hai ...
Koi Toote To Use Sajana Seekho ...
Koi Roothe To Use Manana Seekho ...
Rishte To Milte Hain Mukaddar Se ...
Bas
Unhe Khoobsurti Se Nibhana sikho
Dono me jab jhagda hua to bahut hua
Nuksaan.
Dono ne milkar samasya ka nikala ek
samadhan.
Ek khilona banaya aur uska naam
rakha INSAAN.
Shaitan ne apni taaqatein di..... Krodh,
Ghamand
aur Jalan.
Bhagwan ne apne ansh diye..... Pyaar,
Daya aur
Sammaan,
Bhagwan se muskurakar bola fir
shaitan.
Na tera Nuksaan..... Na mera
Nuksaan.
Tu Jeetey ya Mein Jeetu,
HAAREGA INSAAN.
Aur isiliye kehte hai ...
Koi Toote To Use Sajana Seekho ...
Koi Roothe To Use Manana Seekho ...
Rishte To Milte Hain Mukaddar Se ...
Bas
Unhe Khoobsurti Se Nibhana sikho
No comments:
Post a Comment